लिखे थे जो ख़त मैने बाते अब उसी मैं सिमट गई हैं।
पन्नों से आगे जाने मैं वो भी कतरा रही हैं।
श्याम हुई अब मगर अंधेरा होना अभी बाकी हैं।
इस आशा के साथ मैने बहुत सी राते काटी हैं।
ख़त में मैने गुलाब कि खुशबू भी डाली हैं।
मिली या नही उसका पता लगना अभी बाकी हैं।
इधर सूख गए हैं उसके पत्ते,
अब शायद खुशबू के बिना ख़त भी अधूरा हैं ।
धीरे धीरे श्याम का सुरूर भी पुरा हैं ।
खुशबू के बिना अगर ख़त अच्छा लगे तो बता देना।
वरना हो सके तो वो ख़त ही लौटा देना,
समझलुगा कि यह एक सपना सुहाना था।
जो सुबह हो कर ही टूट जाना था।
खुशबू बाकी हैं या नहीं उस का पता नहीं।
मगर ख़त जब लिखा था वो बात पुरानी नहीं।
जब देखा था तुम्हें वो हकीकत पुरानी नहीं।
ख़ूबसूत था वो सपना वो बात किसी से छुपा नी नहीं।
हाँ! अधूरी ही रह जाती हैं कुछ कहानियाँ
क्योंकि कुछ कहानी अधूरी ही खूबसूरत होती हैं ।
Khat
Likhe the jo khat maine baate ab usi mai hi simat gai hai.
pannon se aage jaane main vo bhi katara rahi hain.
shyam hui ab hai magar andhera hona abhi baaki hain.
Issi aasha ke saath maine bahut si raate kaati hain.
Khat mein maine gulaab ki kushboo bhi daali hain.
Mili ya nahi usaka pata lagna abhi baaki hain.
Idhar sookh gae hain usake patte,
abb shayad kushboo ke bina khat bhi adhoora hain .
Dheere dheere ek aur raat ka suroor bhi pura hain .
Kushboo ke bina agar khat achha lage to bata dena.
Varna ho sake to vo khat hi lauta dena,
Samj luga ki yah ek sapana suhaana tha.
Jo subah ho kar hi toot jaana tha.
Kushboo baaki hain ya nahin us ka pata nahi.
Magar khat jab likha tha vo baat puraani nahi.
Jab dekha tha tumhe vo hakeekat puraani nahi.
Khoobasurat tha vo sapana vo baat kisee se chhupani nahi
Haan! adhoori hi rah jati hai kuch kahaaniya
Kyuki kuch kahaani adhoori hi khoobasurat hoti hain.
Kuch samy ke lea hi shi par yeh puri si hoti hai
Baad mai yeh kahaaniyaan adhoori hi hoti hai
Comments